Om Prem Paristhiti Niyati / प्रेम परिस्थिति निय
koi kahe ki prem nahi chhichhorapan h, koi kahe prem nahi vasna h, koi kahe prem to vatan se karo, koi kahe maa baap se karo, koi kahe shadi ke baad karo, koi kahe dhokha ha, koi kahe satya h, koi kahe ishvariya anubhooti h, koi kahta h ki 'pyar dosti h' koi kahe 'chemical locha h' to koi mansik bimari bhi manta h. plotonic, chemical, upyogitavadi, rahasyavadi, adhikarvadi, samjhotavadi me se prem ke jis bhi roop ko aap adarsh manein lekin in sab roop ka samna kabhi na kabhi ho hi jata h.
Visa mer